Us gali tha mera jana ek din

Us gali tha mera jana ek din

Dil hua us ka Diwana ek din


Rab ne chaha shayari aaye mujhe

Hum ko tha tum se milana ek din


Aaj hum se door ho jane gazal

Paas me hai tum ko aana ek din


Kya kahu kitna Qayamat khez tha

Aap ka nazre churana ek din


Aye ATAAI ho kiraye ke makee(n)

Aap ko hai laut jana ek din


Makeen = Makan me Rehne wala 


Comments