Manqabat Dar Shan e Ameer e Muawiya Razi Allah Taala Anhu

Darakhsha (n) Chand ki tarah haqeeqat e Muawiya
Munafiqo pe gaiz hai Fazilat e Muawiya

Razi Allah Taala Anhu 

Sitare jab chamak uthe to kutte bhonkne lage
Hazam nahi kamino ko Khilafat e Muawiya

Razi Allah Taala Anhu

Khuda ki un pe rehmate mili hain kya kya azmate
Siyadat e Muawiya Khilafat e Muawiya

Razi Allah Taala Anhu

Yazeed tujh pe laanate tu qatil e Husain hai
Nibha saka na tu kabhi Nayabat e Muawiya

Razi Allah Taala Anhu
Khuda ne un ki zaat se liya hai kaam deen ka
Nish(n) hai un ka ab talak kitabat e Muawiya

Razi Allah Taala Anhu

Aye Momino ke peshwa salam tum pe taa abad
Khuda kare Ataai pe ho rehmate Muawiya

Razi Allah Taala Anhu

Manqabat = Shayari ki us kism(Type) ko manqabat Kehte Hain jis me kisi Allah wale ya kisi nek bande ya kisi buzurg ki tareef ki jati hai. Hazrat Ameer Muawiya Razi Allah Taala Anhu Sahabi e Rasool (companion of Prophet) hain musalmano ke panchve (5th) khalifa hain

Darakhsha (n) = chamakta hua
Munafiq= Munafiq wo jo sirf zaban se kalima e Islam padhe or dil se kafir rahe

Sitare jab chamak uthe = Nabi Kareem Sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya : mere sahaba sitaro ki tarah hain.. To yaha pe Hazrat Ameer Muawiya Razi Allah Taala Anhu ko sitaro se compare kiya hu. Shiya aisi qaum hai jo Hazrat Muawiya se bahot zyada hasad or jalan or dushmani rakhti hai or un ki shan me gustakhi karti hai isi liye un logo ko kutta kaha hai main

Hazam nahi kamino = yaha bhi main ne shiyao ko kamina kaha hai Q k in logo ko Hazrat Ameer Muawiya ki Khilafat se inkar hai or wo Isi chidd me un ko gali tak dete hain Maaz Allah bas Isi main ne bhi un logo ko kamina kutta sab keh diya

Siyadat = Leadership, sardari 
Yazeed = Ye Hazrat Muawiya Razi Allah Taala Anhu ke bete hain lekin ye Sahabi nahi hai or Yazeed ne hi Imam Husain Razi Allahu taala anhu ko shaheed kiya bas Isi liye is par laanate 

Niyabat = Naaib hona, Hazrat Muawiya ke intekal ke baad Yazeed takht e Khilafat (Khilafat ki kursi) pe bitha lekin us ne logo pe bahot zulm kiye ek zalim badshah tha

Kitabat = Kitabat yani likhna Hazrat Ameer e Muawiya ek aise Sahabi hain jinhone ne apne hatho se Quran e paak ko likha hai un ke hath ki likhi huwi Quran e paak aaj bhi maujood hai shayad turki ya misr ke islamic museum me 



Comments