Ishq kar ke sukoon pana aasan hai kya 
Ek chehre ko mohabbat me bhulana aasana hai kya 

Ye aaj ki mohabbat hai ise soda hi samajhiye
Be wafai agar mile to is me nuksaan hai kya 

Hum tadapte hain dard se use khabar bhi nahi 
Wo mere dard is kadar anjaan Hai kya 

Tere rone ki aawaze kahi dab si gayi hai 
Aye dil zara bata mujhe tu pareshan hai kya 

Ab ishq ka khayal jab bhi aaye dil me ATAAI 
Apne dil se kehna sambhal ja tu nadan hai kya 



Comments