Saree day

Aaj saree day hai ya qayamat 
Macha rakhi hai us ne aafat
Pehen ke khaki rang ki saree 
Dikha rahi hai wo apni sharafat
Sakhiyo ke sang yu dodna us ka
Jaise ho shayad koi khufiya ziyafat
Wo sndt ki pariya jaa rahi dekho
Dod Dod kar wo janib e jannat 
Apni zulfo ko hai lahra rakhi us ne
Or chehre pe hai thodi si nazakat 
ATAAI ab kitni karega tareef us ki
Bhari na pad jaye ho na jaye fajihat 

Janib= towards, Khufiya = chhupa hua means surprise  ziyafat = Part fajihat = be izzati( local language) 

Comments