Khayal e yaar me sari namaz  padhta hu 
Na jane kya banega mera khud Khuda se darta hu
Tasawwur e yaar ko hatana hua bahot mushkil 
Main roz hatane ke liye apne nafs hi ladta hu 

Comments