Aaj raho me chalte chalte Aaliya ne ye kaha
Dekhi hu main ne kal jo aap ne  ash'aar me kaha
Main ne kaha ke mohtarma saree day ki hai ye bat
Jo kuch ke ash'aar me kaha Acha hi to kaha
Kehne lagi ke bhai achi nahi ye bat hai
Deen o adab ki bat ho to us ka ho haq ada
Deen o adab ki baat to jachti hai aap par
Phir aap ne ye shayari kya soch kar kaha
Main ne kaha ke aapa hai bat hi kuch aisi
Main ne jo ki mohabbat karta hu haq ada
Teri behen ke waste ye sirf ash'aar nahi hai
Ye to mere jazbat hai jo kuch main ne kaha
Deen o adab ki baat ko lata nahi zuban par
Taazeem lekin deen ki dil me hai mere sada
Koshish to kar raha hai ATAAI bhi ishq me
Karta rahe mohabbat Zohra se ye sada
Ash'aar = plural word for shayari in urdu language
Mohtarma= Madam ( Respected word in urdu culture)
Jazbat = feelings 

Comments