Gamo ke sath hi ye sham o seher gayi mujh se 
Ta'ajjub khez tha itna ke zulmat dar gayi mujh se 
Mere alfaz me jo dard tha shayad na mile ab to 
Mere ash'aar ke Andaz me wo asar gayi mujh se 
Jinhe hum sochte the mohabbat or wafa ke sath 
Wo apne bat se dekho kaise mukar gayi mujh se 
Mohabbat me lutaya hai jaha ki sari khushyo ko 
Dilo ke sath sath dekho meri jigar gayi mujh se 
Mohabbat ek dhoka hai zara bachna aye logo 
Mohabbat ko nibhane me nazar gayi mujh se 
Mohabbat teri kaisi hai ATAAI tum batao na 
Kafe Afsos keh utha ke Zohra mar gayi mujh se 
Seher = Rat Zulmat = andhera Ash'aar= plural word for shayari 
Kafe afsos = afsos ke sath 

Comments