Khuda ka sahara

Zindagi me main ne kuch nahi hara hai 
Mujhe to bas teri be rukhi ne mara hai 
Is aalam e tanhai me kon hai khuda ke siwa 
Shukr hai khuda ka bas usi ka sahara hai 

Comments