Or bhi log shamil hain un ke list me jananb

Mohabbat me kam nahi hain juda hone wale 
Pyar me samajh rahe the khud ko khuda hone wale 
Wafa ki talash me mohabbat jo kar baithe 
Ek be wafa se bhi wafa ka ada hone wale 
Or bhi log shamil hain un ke list me jananb
Hum Akele nahi hain un par fida hone wale
Darya e ishq me to dooba hai ab ATAAI 
Koi bhi ab nahi hai na khuda hone wale 

Comments