Dekha hu tum ko baar baar

Dekha tum ko main ne baar baar 
Nazre milayi hai main ne baar baar 
Dil me kasak phir bhi baki hai kyu 
Socha tumhi ko main ne baar baar 
Nigahe tumhari jhuki reh gai hain 
Dekha nigaho se main ne baar baar
Zulfe tumhari sanwar jati hain 
Hua Main diwaana tera baar baar 
Tumhi ko to manga duao me hai 
Tum Ko hi socha main ne baar baar
Karta mohabbat hai ATAAI tum se 
Kehta hai tum se yahi baar baar 

Comments