Burma ke halat par ek nazm

Dosto aaj Burma ke Musalmano ke haalat se har koi waqif hai. Buddhist dehshat gardi ke zariye zulm o sitam ko anjam diya jaa raha hai bacho ko zinda jalaya ja raha hai or maa behno ki asmate mahfooz nahi hai. In haalat ko dekhte huye faqeer ne mundarja ashar qalam band kiye hain.


Jaha me zulm o sitam ki aandhiyan chal rahi ab tak 
Ruki na jang abhi bhi khoon ubal rahi ab tak 
Tere tauheed ki khatir luta rahe hain jaan apni
La ilaha ki khatir ye ummat jal rahi ab tak 
Khuda kare ye Buddhist khatm ho jaye Burma me 
Isi dua ke sath subah o sham dhal rahi ab tak 
Khuda kare jald ye ummat ek ho jaye 
Warna zindagi ki subah o sham chal rahi ab tak 
Lahoo ke pyase ye darinda numa insan hain
Asmate behno ki khak me mil rahi ab tak 
Khudaya bhej de dunya me Salahuddin Ayyubi
Har ek lahoo ka badla na mil rahi ab tak 
Halat Burma ke musalmano ka dekh kar roya 
Aankho se ATAAI ki ashk nikal rahi ab tak

Comments