Dil me un ko chhupaye baithe hain
Apne dil ko bichhaye bathe hain
Shoq e deedar ki talab hai hame
Kitni hasrat chhupaye baithe hain
Dil ki dunya ujad gayi phir bhi
Apne dil ko lagaye baithe hain
Chashm e mehboob me haya dekhi
Hum bhi nazre jhukaaye baithe hain
Un ke honto pe tishanagi dekhi
Dil me aatish lagaye baithe hain
Un ke zulfo ka hai asar aisa
Apni chahat bahaye baithe hain
Aag bujhti nahi ATAAI ki
Phir bhi dil ko jalaye baithe hain
Talab = Chahat
Hasrat = Khwahish
Chashm e mehboob = Mehboob ki aankh
Tishanagi = Pyaas
Aatish= Aag
Apne dil ko bichhaye bathe hain
Shoq e deedar ki talab hai hame
Kitni hasrat chhupaye baithe hain
Dil ki dunya ujad gayi phir bhi
Apne dil ko lagaye baithe hain
Chashm e mehboob me haya dekhi
Hum bhi nazre jhukaaye baithe hain
Un ke honto pe tishanagi dekhi
Dil me aatish lagaye baithe hain
Un ke zulfo ka hai asar aisa
Apni chahat bahaye baithe hain
Aag bujhti nahi ATAAI ki
Phir bhi dil ko jalaye baithe hain
Talab = Chahat
Hasrat = Khwahish
Chashm e mehboob = Mehboob ki aankh
Tishanagi = Pyaas
Aatish= Aag
Comments