Sarkar ki aamad ka hum jashn manate hain
Sarkar ka khate hain sarkar ki gaate hain
Honto pe tarane aaqa ki mohabbat ke
Or Naat ki mehfil me hum Naat sunate hain
Jate hain adab se hum har Naat ki mehfil me
Yu Ishq e mohammad ko seene me badhate hain
SALLALLAHU ALAHI WA SALLAM
Meelad e Nabi hum ko jee Jaan se pyaari hai
Hum un ki mohabbat me ghar baar sajate hain
Ummat ke liye roye sajdo me mere aaqa
Ummat ki shafa'at ka wo baar uthate hain
Har samt andhera tha zulmat thi zamaane me
Wo noor ki kirno dunya ko sajate hain
Bhatki hui Ummat thi gafil the jaha(n) wale
Soi hui qaumo sarkar jagate hain
Ungli ke ishare se kabhi chand hua tukde
Kabhi ek ishare se suraj ko bulate hain
Ibleesi zehen wale rote hain wiladat par
Sarkar ki aamad par dil apna jalate hain
Sarkar ke khadim se jo bugz o hasad rakkhe
Aaqa se wo khud apni doori ko badhate hain
Aaqa ki gulami ka hai fakhr ATAAI ko
Aaqa ki shafa'at se ye khuld me jaate hain

Comments