Main jab samne ataa hu tum kyu chup chup rehti ho
Main kuch kehna chahu to tum kyu chup chup rehti ho
Saanse meri ruk jati hai aahe meri bhar aati hai
Dhadkan meri badh jati hai tum kyu chup chup rehti ho
Nazar ko apne chhupa ke rakho aankhe mujh se chura ke rakho nazar nazar me ye bata do tum kyu chup chup rehti ho
Aate jaate tum ko dekhu baithe baithe tum ko sochu
Apni duao me tum ko maangu tum kyu chup chup rehti ho
Hai ye ATAAI tum pe fida tum bhi ho jao is pe fida ab na do tum is ko saza tum kyu chup chup rehti ho

Comments