Rubaru jab wo dilruba hogi
Lafz mujh se na phir adaa hogi
Jaan meri hai jaan e jaana me
Jaan meri us jaan par fida hogi
Khaak aayenge jo un ke zere qadam
Jaan meri us khaak par fida hogi
Chhod jayenge jab raqeeb un ke
Bekarari me phir meri nida hogi
Chood jayenege mujh ko saaye jab
Un ke zulfo ki phir ghata hogi
Tere honto ki nazuki dekhi
Chhu lu us ko to ek khata hogi
Bat karni hai phir Ataai ko
Kuch jo bolo to ye ataa hogi
Khaak = mitti
Raqeeb = Koi dusra aashiq
Khata = Gunah
Ataa= Ehsaan
Lafz mujh se na phir adaa hogi
Jaan meri hai jaan e jaana me
Jaan meri us jaan par fida hogi
Khaak aayenge jo un ke zere qadam
Jaan meri us khaak par fida hogi
Chhod jayenge jab raqeeb un ke
Bekarari me phir meri nida hogi
Chood jayenege mujh ko saaye jab
Un ke zulfo ki phir ghata hogi
Tere honto ki nazuki dekhi
Chhu lu us ko to ek khata hogi
Bat karni hai phir Ataai ko
Kuch jo bolo to ye ataa hogi
Khaak = mitti
Raqeeb = Koi dusra aashiq
Khata = Gunah
Ataa= Ehsaan
Comments