Ab to mehboob ki aankho me haya aayi hai
Us ki chahat me yak lakht wafaa aayi hai
Jin ki aankho se dehekte the kabhi angaare
Un ki aankho me mai ishq ki ada aayi hai
Kuch murawwat ne kiya hai khayal mohabbat ka warna
Meri aankho me na nafrat ki ghata aayi hai
Hum to lafzo ki kasauti pe khare utre hain
Tere bole huwe lafzo se nashaa aayi hai
Ab to izhar e mohabbat hai ATAAI dushwar
Un ki aankho me mohabbat ki ada aayi hai
Haya = Sharam
Yak lakht = achanak
Mai ishq = ishq ki sharab
Murawwat = adab karna, respect
Kasauti = Imtihan, test
Khare = Sachcha
Dushwar = mushkil

Comments