Apne toote hue khwaabo me use dekha hai
Zindagi ki adhuri si kitabo me use dekha hai
Log Peete hain sharabo ko gum bhulane ke liye
Hum ne Peete hi sharabo me use dekha hai
Us ke jalwo se muzayyan hai sara sheher lekin
Mere tasawwur ne hijabo me use dekha hai
Phool mehekte hain gulshan me yu to bahot
Hum ne mehekte hue gulabo me use dekha hai
Ab tadapta hai mohabbat me ATAAI aise
Jaise ke hum ne azabo me use dekha hai
Muzayyan = Saja hua, decorated
Hijab = Parda

Comments