Jinhe apne husn pe Naaz hai Unhe Naaz karne do
Hame bhi nafrat hai un se hame nazar Andaz karne do
Wo Apne husn par or maal par itrate hain
Hum gareeb hain hame apni sadgi pe Naaz karne do
Wo roothe hain manaye nahi jate hum se
Wo naraz hain zara hum se Unhe naraz rehne do
Hame bhi haq hai chand alfaz kehne ka
Hame ye haq to dedo jaan mere alfaz rehne do
ATAAI jo nazre chura chura kar deta tujhe taane
Tum apni khamoshi me hi apni awaz rehne do

Comments