Aaj saree day hai ya qayamat
Macha rakhi hai us ne aafat
Pehen ke khaki rang ki saree
Dikha rahi hai wo apni sharafat
Sakhiyo ke sang yu dodna us ka
Jaise ho shayad koi khufiya ziyafat
Wo sndt ki pariya jaa rahi dekho
Dod Dod kar wo janib e jannat
Apni zulfo ko hai lahra rakhi us ne
Or chehre pe hai thodi si nazakat
ATAAI ab kitni karega tareef us ki
Bhari na pad jaye ho na jaye fajihat
Janib= towards, Khufiya = chhupa hua means surprise ziyafat = Part fajihat = be izzati( local language)
Macha rakhi hai us ne aafat
Pehen ke khaki rang ki saree
Dikha rahi hai wo apni sharafat
Sakhiyo ke sang yu dodna us ka
Jaise ho shayad koi khufiya ziyafat
Wo sndt ki pariya jaa rahi dekho
Dod Dod kar wo janib e jannat
Apni zulfo ko hai lahra rakhi us ne
Or chehre pe hai thodi si nazakat
ATAAI ab kitni karega tareef us ki
Bhari na pad jaye ho na jaye fajihat
Janib= towards, Khufiya = chhupa hua means surprise ziyafat = Part fajihat = be izzati( local language)
Comments