Hum ne dil ko lagaya bhi to lagaya kaise
Dil me mehboob ko basaya bhi to basaya kaise
Wo to inkar hi karti rahi Lekin haye ye dil
Un ke inkar ko bhi iqrar banaya to banaya kaise
Wo to bad mast nigaho se karti rahi mujh pe hamla
Or hum ne bhi ek war jo khaya to khaya kaise
Dil Jo tuta agar ishq me to koi bat nahi
Dil me phir ishq ki aag jalaya to jalaya kaise
Parde haail the mohabbat me magar ye dil
Sare pardon ko hataya to hataya kaise
Ishq ki shama ko Roshan kiya hai tum ne ATAAI
Shama e ishq tum ne jalaya to jalaya kaise
Haail= bich me aana, aade aana

Comments