Sharabi aankhen gulabi hont Rashmi gaal
Inhi chizo ne kiya hai bura haal
Kano ka jhumar gale ki chain
Dil me kar diya hai dhamal
Tumhare tez kadam or aankhen meri
Nigahe dekhti hain hirni jaisi chaal
Ghani Zulfe or patli patli gardan
Jaise ho gulabi phool ka Jamal
Chand jaise abru hain aankhon pe
Jise dekh gum huye mere bol chal
Ye nazuk hath phool ho jaise
ATAAI us par bhi hua be haal
Inhi chizo ne kiya hai bura haal
Kano ka jhumar gale ki chain
Dil me kar diya hai dhamal
Tumhare tez kadam or aankhen meri
Nigahe dekhti hain hirni jaisi chaal
Ghani Zulfe or patli patli gardan
Jaise ho gulabi phool ka Jamal
Chand jaise abru hain aankhon pe
Jise dekh gum huye mere bol chal
Ye nazuk hath phool ho jaise
ATAAI us par bhi hua be haal
Comments